All Matrimonial Services are - 100%, Completely & Totally FREE!!
Contact Members - Free!!
View Contact Details - Free!!
Send Unlimited Messages - Free!!
Photo Album (up to 8 photos) - Free!!
Complete Profile Privacy - Free!!
Register Now !! to contact VVJ3569
Hamare pujya mata pita Ji ka swargwas ho gaya hai, charon bahno ka vivah ho gaya hai, bus meri matarani aur prabhu ke bharose akele jeevan naiya chal rahi hai , Matarani ka jagran, ramayan, bhagwat aadi tatha gawo me jameen evm bago dwara jeevikopaarjan achchhe se ho jata hai, jab mata pita ne kaha tab kiya nahi ab akele hone par samazh aya ki bina pariwar ke jeevan jeene ka koi maqsad hi nahi hai, akhir aadmi kuchh bhi kare ,kuchh bhi kamaye, kuchh bhi ghar lekar aaye to kis ke liye?
About Life Partner Preferences:
Bhartiy sanskrati aur manu smruti ko manne wali, pooja paath tatha dev darshan me ruchi rakhne wali garah laxmi ki kamna ki hai.